Free me kya milta hai
Digital attendance register, selfie + location hazri, salary calculation, leave aur overtime, ID card. Shuruaat ke liye poora product.
Pehle try karein, phir faisla karein. Register karte hi staff add karke hazri, salary, leave aur ID card dekh sakte hain, shuruaat me 10 din ka free trial. Koi credit card nahi.
Digital attendance register, selfie + location hazri, salary calculation, leave aur overtime, ID card. Shuruaat ke liye poora product.
Register karne ke liye card ki zaroorat nahi. Pasand aaye tab hi plan lein.
Employees badhne par ₹299 per month se plan. Lambe plan me per-month rate aur kam.
Haan, aap free me shuru kar sakte hain aur credit card ki zaroorat nahi. Registration ke baad aap apne staff add karke hazri aur salary try kar sakte hain. Shuruaat me 10 din ka free trial milta hai.
Jab aapka team badhta hai ya trial khatam hota hai, aap paid plan le sakte hain. Plan ₹299 per month se shuru hote hain, aur quarterly, yearly aur 2-year plans me per-month rate kam padta hai. Taaza plans pricing page par hain.
Aap attendance, salary calculation, leave aur ID card jaise features pehle apne data par try kar sakte hain. Kharidne ka faisla uske baad.
Haan. Bina registration ke aap salary calculator aur overtime calculator use kar sakte hain.
Aap kabhi bhi band kar sakte hain. Cancellation aur refund ke niyam Refund Policy page par likhe hain.
Pehla employee 2 minute me add ho jata hai. Credit card nahi, koi lamba form nahi.